arziyan saari main
chehre pe likh ke laaya hoon
tumse kya maangoon main
tum khud hi samajh lo
Arziyan
daraarein daraarein hain maathe pe maula
marammat mukaddar ki kar do maula
I'm awed by this man's talent. And Prasoon Joshi writes some beautiful lines to make this the best song I have heard in a long time.

One of the two soft numbers from the movie. I'll just say that I like this one more than the other.
Aankhon mein jiske
Koi to khwaab hai
Khush hai wohi jo
Thoda betaab hai
How can I not identify with this song...
Phir Dekhiye
| Lyrics | [−] |
Aankhon mein jiske
Koi to khwaab hai
Khush hai wohi jo
Thoda betaab hai
Zindagi mein koi aarzoo ke jiyein
Phir dekhiye……
Hothon pe jiske
Koi to geet hai
Wo haare bhi to
Uski hi jeet hai
Dil mein jo geet hai
Gun guna lee jiye
Phir dekhiye…..
Yaadon mein jiski kisi ka naam hai
Sapno ke jaisi uski har shaam hai
Koi to ho jis se apne dil dijiye
Phir dekhiye….
Khwaab buniye zara
Geet suniye zara
Phool chuniye zara
Phir dekhiye….
Koi to khwaab hai
Khush hai wohi jo
Thoda betaab hai
Zindagi mein koi aarzoo ke jiyein
Phir dekhiye……
Hothon pe jiske
Koi to geet hai
Wo haare bhi to
Uski hi jeet hai
Dil mein jo geet hai
Gun guna lee jiye
Phir dekhiye…..
Yaadon mein jiski kisi ka naam hai
Sapno ke jaisi uski har shaam hai
Koi to ho jis se apne dil dijiye
Phir dekhiye….
Khwaab buniye zara
Geet suniye zara
Phool chuniye zara
Phir dekhiye….
It's foot tapping. Shankar Ehsaan Loy keep it 'rocky' yet simple. The tune is catchy. And Farhan Akhtar can sing. At least his voice sounds fresh in this one. Just the kind of song we would have loved to sing for an event in college.
Socha Hai
Socha Hai
| Lyrics | [−] |
Aasmaan Hai Nila Kyun, Paani Gila Gila Kyun
Gol Kyon Hai Zameen
Silk Mein Hai Narmi Kyun, Aag Mein Hai Garmi Kyun
Do Aur Do Paanch Kyun Nahi
Ped Ho Gaye Kam Kyun, Teen Hai Yeh Mausam Kyun
Chaand Do Kyun Nahi
Duniya Mein Hai Jung Kyun, Behata Laal Rang Kyun
Sarhadein Hai Kyun Har Kahin
Socha Hai, Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai, Ki Hai Yeh Kya Sabhi
Socha Hai, Socha Nahi To Socho Abhi
Behati Kyun Hay Har Nadi, Hoti Kya Hai Roshani
Barf Girati Hai Kyun
Ladate Kyun Hai Ruthate Taare Kyun Hai Tutate
Baadalon Mein Bijali Hai Kyun
Socha Hai, Yeh Tumne Kya Kabhi
Socha Hai, Ki Hai Yeh Kya Sabhi
Socha Hai, Socha Nahi To Socho Abhi
Sannata Sunayi Nahi Deta, Aur Hawaaye Dikhaayi Nahi Deti
Socha Hai Kya Kabhi, Hota Hai Yeh Kyun
Aasmaan Hai Nila Kyun, Paani Gila Gila Kyun
Gol Kyon Hai Jameen